1. Salaam karna Aap ﷺ ki pyari sunnat hai.   
2. Safar se wapis ghar walo ke liye tofa lana Aap ﷺ ki pyari sunnai hai.   
3. Kisi k ghr jana to ijazat mangna Aap ﷺ ki pyari sunnat hai.   
4. Apne ghr m aate huy or jate huy salam karna Aap ﷺ ki pyari sunnat hai.   
5. Sar m tel lagana or baalo ko sawarna Aap ki pyari sunnat hai.
		
Me gusta
			
			 Comentario 		
	
					 Compartir				
						